Pages

Poetry



Ek akeli si larki,bht chup chup rehti thi,


ek akeli si larki,


nahansti thi na roti thi,


na baten wo karti thi,


shyd naraz thi wo zindagi se,


k uska naseeb hi esa tha,


kuch na paya umer bhar usne,


shikwa wo na karti thi,


jane q wo chup rehti thi,


hansi bhi pheeki pheeki si,


muskaan lye wo phirti thi,


per ankhen uski nami mai na achi lagti thin,


wo sath deti har ksi ka,


per uska sath koi nibhata nai,


har kam mai ane wali wo,


q shab bhar jagti rehti hai,


q wo udaas rehti hai,


kiska intizaar karti hai wo?


q beqraar si wo larki,


ek akeli si wo larki,


jo chup chup si rehti hai,kya huwa hai suko?


kya ghum dya hai usko?


wo itni tanha ksi hai?


wo itni pagal ksi hai?


chandni ratoon mai,


hijar ki barsatun mai,


wo khizaan k musam mai,


wo pat jhar k dinun mai,


q uske sath ye sab huwa?


uska bhi qusoor hai kya?


q itni akeli si hai wo?


wo itni udaas q rehti hai?


zindagi se koi lgao nahi,


q hai wo mayoos bht?


marna q wo chahti hai?


q wo har bar ye sochti hai.


wo ksi hai kam ki nai,


q wo itni masoom bht?


jisko judaii raas nai,


hijar ki lambi raatun mai,aasman ko takte rehne mai,


ghaantun guzar dena,


wo ajab pagal si larki,


han wo pagal larki,


jo chup chup rehti hai,


EK AKELI SI LARKI!!!!






WRIITEN BY


HIFSA NAJAM*